Ab shikayatein tumse nahi khud se hain
Mana ki jhoot sare tere the
Par unpar yakeen to mera tha
....
Agar lagta hai tumhe ki galat hoon main
To sahi lagta hai
Thoda alag hoon main
.....
: Tum ab laut ke mat aana
Maine galiyaan seekh li hain
....
No comments:
Post a Comment